Gham-E-Ashiqui Lyrics in urdu – Ustad Rahat Fateh Ali Khan

abidazarif
0

 Gham-E-Ashiqui Lyrics in urdu – Ustad Rahat Fateh Ali Khan

Gham-E-Ashiqui Lyrics in urdu – Ustad Rahat Fateh Ali Khan

Gham-E-Ashiqui Details – Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Producer: Salman Ahmed
Author: Parveen Shakir
Composer: Kamran Akhtar
Lyrical Video: Aman Kalsi
DoP: Fahad Liaquat
Director: Josan Sandeep
Believe Team: Shilpa Sharda and Srikant Seshadri

Gham-E-Ashiqui Lyrics in urdu – Ustad Rahat Fateh Ali Khan


Gham-e-ashiqui teri raah mein
Shab e arzoo teri chaah mein
Jo ujad gaya woh basa nahi
Jo bichar gaya woh mila nahi


 
Kabhi arsh par kabhi farsh par
Kabhi un ke der kabhi darbadar
Kabhi arsh par kabhi farsh par
Kabhi un ke der kabhi darbadar


 
Gham-e-ashiqui tera shukriya
Hum kahan kahan se guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera shukriya
Hum kahan kahan se guzar gaye

Teri hath vich dor ve saaiyaan
Utte mee da ki zor ve saaiyaan
Ghum sum baithi kamleyaan wangu
Andar chup da shor ve saaiyaan

Mujhe yaad hai kabhi ek the
Magar aaj hum hai juda juda
Mujhe yaad hai kabhi ek the
Magar aaj hum hai juda juda
Woh juda huye tu sanwar gaye
Hum juda huye tu bikhar gaye

Gham-e-ashiqui tera shukriya
Hum kahan kahan se guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera shukriya
Hum kahan kahan se guzar gaye

Kabhi neend mein kabhi hosh mein
Tu jahan mila tujhe dekh kar
Kabhi neend mein kabhi hosh mein
Tu jahan mila tujhe dekh kar
Na nazar milli na zuban hilli
Yun hi sar jukha ke guzar gaye

Gham-e-ashiqui tera shukriya
Hum kahan kahan se guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera shukriya
Hum kahan kahan se guzar gaye.

Post a Comment

0 Comments

please do not entre any spam link in the comment box

Post a Comment (0)
To Top